Roman script

aayi jawani toofani aayi he ji sun lo
hai raat suhani deewani aayi he ji sun lo 
dil na khona o dilwale dekho hosiyar 
aayi jawani toofani aayi hai raat suhani deewani aayi 
dil na khona o dilwale dekho hosiyar
main phool hu mujhko chum lo door se
pyar hua to thandi thandi bharoge aanhe 
bhole ho ae ji kahi bhulo na raahe 
pyar hua to thandi thandi bharoge aanhe 
bhole ho ae ji kahi bhulo na raahe 
samjho ye deewane tumpe hain nishane 
samjho ye deewane tumpe hain nishane 
dil na khona o dilwale dekho hosiyar 
aayi jawani toofani aayi hai raat suhani deewani aayi 
dil na khona o dilwale dekho hosiyar
jawaan hu mast hu sharaab hu shawab hu 
jise dekho pine se mast ho jaye 
meri kaali julfo me kho jaye 
ha jise dekho pine se mast ho jaye 
meri kaali julfo me kho jaye 
main bhulu dil leke tadpoge dil deke 
main bhulu dil leke tadpoge dil deke 
dil na khona o dilwale dekho hosiyar
aayi jawani toofani aayi hai raat suhani deewani aayi 
dil na khona o dilwale dekho hosiyar

Song details

Song video

Watch on YouTube