Roman script

aayi hain bahaaren mite zulm-o-sitam

pyar ka zamana aaya dur huye gham

raam ki lila rang laayi ahaha

shyam ne bansi bajayi ahahaha

aayi hain baharen mite zulm-o-sitam

pyar ka zamana aaya dur huye gham

raam ki lila rang laayi ahaha

shyam ne bansi bajayi ahahaha

chamka hai insaf ka suraj phaila hain ujala ujala

chamka hain insaf ka suraj phaila hain ujala

nayi umangen sang laayega har din aanewala aanewala

nayi umange sang laayega har din aanewala 

ho ho ho munna git sunaayega tunna dhol bajayega

munna git sunayega tunna dhol bajayega

sang sang meri chhoti munni naachegi chham chham

ho aayi hain baharen mite zulm-o-sitam

pyaar ka zamana aaya dur huye gham

raam ki lila rang laayi ahahaha

shyaam ne bansi bajayi ahahaha

ab na honge majburi ke is ghar mein afsaane

ab na honge majburi ke is ghar mein afsaane

pyar ke rang mein rang jayenge sab apne begane

pyar ke rang mein rang jayenge sab apne begane

hohoho sab ke din phir jayenge aaaaa

manzil apni paayenge sab ke din phir jayenge

manzil apni paayenge jiwan ke taraane mil ke

gaayenge hardam ho

ayi hain baharen mite zulm-o-sitam

pyaar ka zamana aaya dur huye gham

raam ki lila rang laayi ahahaha

shyaam ne bansi bajayi ahahaha

aaaa aaaa aaaa ab na koi dhukha hoga aur na koi pyasa

hohoho ab na koi dhukha hoga aur na koi pyasa

ab na koi naukar hoga aur na koi aaka

hu uuo ab na koi naukar hoga aur na koi aaka

huuo apne ghar ke raaja tum aa chhedo man ka baaja tum 

apne ghar ke raaja tum chhedo man ka baaja tum

aa jaayegi sur mein dekho jiwan ki sargam

ho u uuuo aayi hain baharen mite zulm-o-sitam

pyaar ka zamana aaya dur huye gham

raam ki lila rang laayi ahahaha

shyaam ne bansi bajayi aaa aaa

Explore this song