Roman script

jhoom jhoom gaaye mora aaj man dhoom dhoom faag

jhoom jhoom gaaye mora aaj kan kan

jaise uthta bhor raag ho jaise ambar jaaye jaag ho

door paar se de pukaar ho aaj maan taar taar 

le chala re le chala le chala re basant o yaar

le chala re le chala le chala

bakhat ka chaaku chale ghum ghum re galti sang vai yaar

sangat chalat kiya rang rang re haath pakad baazaar

ha chale sang piya re ha chale sang piya

bas ek baar woh de pukaar aaj maan taar taar

aayi bahaar aayi bahaar

aayi bahaar khel rahi daal daal

aayi bahaar aayi bahaar aayi bahaar bahaar

ek tak taak rahe log aaj re ambar roop suhaas

shaam me hove jaise laal laal re keshu aur palaash

ha chale sang piya re ha chale sang tiya re

bas ek baar woh teer maare aaj maan taar taar

aayi bahaar aayi bahaar

aayi bahaar khel rahi daal daal

aayi bahaar aayi bahaar aayi bahaar bahaar

Explore this song