Roman script

aayegi har pal tujhe meri yaad 
aayegi har pal tujhe meri yaad 
ha is mulakat ke baad, ha is mulakat ke baad 
milne ko dil bhi karega fariyad 
milne ko dil bhi karega fariyad 
ha is mulakat ke baad, ha is mulakat ke baad
aayegi har pal tujhe meri yaad 
ek dil hai ham, ek jaan hai, ek duje ki pehchan hai 
ek dil hai ham, ek jaan hai, ek duje ki pehchan hai 
aa paas tera didar karu, dil me rakh lu tujhe pyar karu
main bhi tujhse ikarar karu, teri chahat pe aitbar karu 
teri chahat pe aitbar karu 
aayegi har pal tujhe meri yaad 
ha is mulakat ke baad, ha is mulakat ke baad
aayegi har pal tujhe meri yaad 
kuchh pana hai kuchh khona hai, milke na juda ab hona hai
kuchh pana hai kuchh khona hai, milke na juda ab hona hai
ik pal ji le ik pal mar le, aaja mil ke wada kar le
duniya me jab tak honge ham, todenge na ulfat ki kasam 
todenge na ham ulfat ki kasam
aayegi har pal tujhe meri yaad 
aayegi har pal tujhe meri yaad 
ha is mulakat ke baad, ha is mulakat ke baad 
milne ko dil bhi karega fariyad 
milne ko dil bhi karega fariyad 
ha is mulakat ke baad, ha is mulakat ke baad
aayegi har pal tujhe meri yaad 
aayegi har pal tujhe meri yaad 
lyrics typed by :- ruchita parab

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik

actor: Govinda, Sanjay Dutt, Asha Parekh, Mamta Kulkarni