Roman script

aayega koyi hamraz mere pyar ka

ye ghata kehne lagi

ye hawa kehne lagi

dil me geet basaye ja

aayega koyi hamraz mere pyar ka

ye ghataa kehne lagi

ye hawa kehne lagi

dil me geet basaye jaa

aayega lalala lalala

main kahaan dil kahaan

behki hai chaal,hota hai jaise

sharaabi ka haal

ye samaan mad bharaa,bol uthaa bol uthaa

kya aayega

koyi hamraz mere pyar ka

ye ghata kehne lagi

ye hawa kehne lagi

dil me geet basaye ja aayega

baj uthe rang bhare,jharnon ke taar

kah uthin nadiyaa ki meethi aawaaz

dil tera jaayegaa thamna thamna

achha ayega

koyi hamraaz mere pyaar kaa

ye ghataa kehne lagi

ye hawaa kehne lagi

dil me geet basaaye jaa

aayega lalalalalla lalala

ho gayi lo mujhe milne ki aas

phir kyun sataaye ye janmon ki pyaas

zindagi ka chaman, khil gayaa

khil gayaa

sachh aayegaa

koyi hamraaz mere pyaar kaa

ye ghataa kehne lagi

ye hawaa kehne lagi

dil me geet basaaye jaa

lalalalalala

Explore this song