Roman script

aaiye ishq farmaaiye 
aaiye ishq farmaaiye 
aapko jabse hamne dekha hain 
aapko jabse hamne dekha hain 
tabse dil ye divana kahta hai 
aaiye ishq farmaaiye 
aaiye ishq farmaaiye 
itne sajdhaj ke ghar se na nikla kare 
itne sajdhaj ke ghar se na nikla kare 
ho sake gar to khud se bhi parda kare 
ho sake gar to khud se bhi parda kare 
aashiqo pe na apne gajab dhaiye 
aaiye ishq farmaaiye 
aaiye ishq farmaaiye 
ishq hain ek nasha, ishq hai ek shurur 
ishq hain ek nasha, ishq hai ek shurur 
ishq karne se chehare pe aata hain nur 
ishq karne se chehare pe aata hain nur 
ishq khushbu hain, khud ko bhi mehkaaiye 
aaiye ishq farmaaiye 
aaiye ishq farmaaiye 
de ijaajat khuda to tamanna karun 
de ijaajat khuda to tamanna karun 
aapki chahato ko main sajda karun 
aapki chahato ko main sajda karun 
roshni banke dil me utar jaaiye 
aaiye ishq farmaaiye 
aaiye ishq farmaaiye 
aapko jabse hamne dekha hain 
aapko jabse hamne dekha hain 
tabse dil ye divana kahta hai 
aaiye ishq farmaaiye 
aaiye ishq farmaaiye

Song details