Roman script

aaye na balam vada kar ke

aaye na balam vada kar ke

aaye na balam vada kar ke

thak gaye naina dhiraj dhar ke

dhiraj dhar ke

aaye na balam vada kar ke

aaye na balam

chup gaya chanda lut gayi jyoti

chup gaya chanda lut gayi jyoti

tare ban gaye jhuthe moti

tare ban gaye jhuthe moti

pad gaye fike rang najar ke

pad gaye fike rang najar ke

aaye na balam vada kar ke

aaye na balam

aake tum bin aankho me dam hai

aake tum bin aankho me dam hai

raat hai lambi jivan kam hai

raat hai lambi jivan kam hai

dekh lu tum ko mai ji bhar ke

dekh lu tum ko mai ji bhar ke

aaye na balam vada kar ke

aaye na balam vada kar ke

aaye na balam

Explore this song