Roman script

aaye jawani jaye jawani aaye jawani jaye jawani

kisi ka nahi rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani

acha kare allah bura kare abdulla

acha kare allah bura kare abdulla bura abdulla

aaye jawani jaye jawani

kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani

bhul ke pahlu me ho langur khuda ki kudrat

langur khuda ki kudrat langur khuda ki kudrat

lomdi ke muh me ho angur khuda ki kudrat

angur khuda ki kudrat angur khuda ki kudrat

ye basre ki billi ye or ye bagdadi billa

ye basre ki billi ye or ye bagdadi billa

acha kare allah bura kare abdulla bura abdulla

aaye jawani jaye jawani

kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani

aaye jawani jaye jawani

kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani

aankhe jhuk jhuk karti hai tere husn ko salam

tere husn ko salam

aankhe jhuk jhuk karti hai tere husn ko salam

tere husn ko salam tere husn ko salam

hum to tujhpe mar chuke mar chuke tujhpe mar chuke

mar chuke tujhpe mar chuke

hum to tujhpe mar chuke ab tu jane ya tera kam

ho teri mithi hasi ke aage fika hai rasgulla

acha kare allah bura kare abdulla bura abdulla

aaye jawani jaye jawani

kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani

aaye jawani jaye jawani

kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani

kamar lachkati chaal thumakti mast ishare karti

mast ishare karti

aankhe nacha rahi hai aise ke jaise chakri phirti

jaise chakri phirti jaise chakri phirti

aankhe nacha rahi hai aise ke jaise chakri phirti

jisne dekha ho gaya lattu kya munsi kya mullah

acha kare allah bura kare abdulla bura abdulla

aaye jawani jaye jawani

kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani

aaye jawani jaye jawani

kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani

acha kare allah bura kare abdulla bura abdulla

aaye jawani jaye jawani aaye jawani jaye jawani

aaye jawani jaye jawani aaye jawani jaye jawani

Explore this song