Roman script

sar uthake jiya kaise jaye yeh dikhane aaye
har sawal ka jawab iss mutthi me laye
aaye ham aaye aaye ham aaye 
sath me na rahi toh kya, sang chala nahi toh kya
ijjat ko chhuna nahi varna aaye ham aaye aaye ham aaye 
sar uthake jiya kaise jaye yeh dikhane aaye
har sawal ka jawab iss mutthi me laye 
aaye ham aaye aaye ham aaye
besharm bevajah sah le ja, khud ki bejjati sah le ja 
besharm bevajah sah le ja, khud ki bejjati sah le ja 
ham nahi abb ham sahi ya ham nahi ya tum nahi
koyi gam nahi har julm kaa hisab
abe hat, laye ham aaye aaye ham aaye
sar uthake jiya kaise jaye yeh dikhane aaye
har sawal kaa jawab iss mutthi me laye 
aaye ham aaye aaye ham aaye 
tere ghar ko roshan karate
tere ghar ko roshan karate jo apna samajhate toh
tujhpe nichhawar karate jan jo yar 
kah de too kah de too kah de too 
man ro di dil ko tune aag lagaya
khud ke karmo ko tune khud hi mitaya
man ro di dil ko tune aag lagaya 
junun kaa sailab laye ham aaye aaye ham aaye
sar uthake jiya kaise jaye yeh dikhane aaye
har sawal kaa jawab iss mutthi me laye 
aaye ham aaye aaye ham aaye 
lyrics typed by: neha gupta

Song details