Roman script

aaye hain samajhaane log

aaye hain samajhaane log

hain kitne diwaane log

aaye hain samajhaane log

dair o haram me chain jo milta

dair o haram me chain jo milta

kyon jaate maikhaane log

kyon jaate maikhaane log

jaan ke sab kuch, kuch bhi na jaane

jaan ke sab kuch, kuch bhi na jaane

hain kitne anjaane log

hain kitne anjaane log

waqt pe kaam nahi aate hain

waqt pe kaam nahi aate hain

ye jaane pahchaane log

ab jab mujhko hosh nahi hai

ab jab mujhko hosh nahi hai

aaye hain samjhaane log

aaye hain samjhaane log

hain kitne diwaane log

aaye hain samajhaane log

Explore this song