Roman script

aaye bhi wo, gaye bhi wo, khatm fasaana ho gaya

mere liye to maut ka haay bahaana ho gaya

dard jara sambhalne de, pahlu mujhe badalne de

mera kaha raha hai dil tera thikaana ho gaya

mera kaha raha hai dil tera thikaana ho gaya

mere liye to maut ka haay bahaana ho gaya

aankho ka khel khel ke ankhein chura ke chal diye

dil ki lagi lagi rahi dil ka lagaana ho gaya

aaye bhi wo, gaye bhi wo, khatm fasaana ho gaya

mere liye to maut ka haay bahaana ho gaya

Explore this song