Roman script

aaya sapno me koi shehzada

aaya sapno me koi shehzada

chura ke mera dil le gaya

chura ke mera dil le gaya

kar gaya aaj milne ka vada

kar gaya aaj milne ka vada

chura ke mera dil le gaya

chura ke mera dil le gaya 

nazare mila ke vo pagal bana gaya

nazare mila ke vo pagal bana gaya

khushbu si bankar vo dil me sama gaya

lage sundar jo phulo se pyara

lage sundar jo phulo se pyara

chura ke mera dil le gaya

chura ke mera dil le gaya 

leke barat mere angana me aayega

leke barat mere angana me aayega

mang bharega meri mujhe apnayega

mera bhola balam sidha sada

mera bhola balam sidha sada

chura ke mera dil le gaya

chura ke mera dil le gaya 

ban ke dulhaniya piya ke ghar jaungi

ban ke dulhaniya piya ke ghar jaungi

apni mohabbat se usko rijhaungi, usko rijhaungi

kar liya maine dil me aaj irada

kar liya maine dil me aaj irada

chura ke mera dil le gaya 

chura ke mera dil le gaya

aaya sapno me koi shehzada

chura ke mera dil le gaya

chura ke mera dil le gaya

Explore this song