Roman script

shadi ho to dekhan jaye aurat ko hi pahle

ho jo naukari sahab bulaye aurat ko hi pahle samjhe na

waqt ram ne sabhi dikhaye aurat ko hi pahle 

railgadi ka ticket dilaye aurat ko hi pahle

arey wah wah kya zamana hai

aaya hai zamana aurat ka ji

aaya hai zamana aurat ka  sun lo afsana aurta ka 

aaya hai zamana aurat ka ji aaya hai zamana aurat ka 

istayhar par aurat dekho dekho har saman pe aurat 

bidi ke bandal par aurat hai kapde ke than pe aurat

natak ke parde pe aurat harma ke eailan pe aurat

arey sach puchho to chhai hui  sabhi jaha pe aurat

arey isliye to kahta hu bhai

aaya hai zamana aurat ka ji

aaya hai zamana aurat ka  sun lo afsana aurta ka 

aaya hai zamana aurat ka ji

aaya hai zamana aurat ka 

bhasha likhne wale the kya aurat ke gulam

arey aurat jat ki sab chijo ka uncha 

rakha naam batau kaise

bade seth ki muchh dekho dhoti chapal ghadi dekho

sahi khane ki bindi mala motiyo ki ladi dekho

aye gadi wadi lari dekho baba ji ki dadhi dekho

sethani ki sadi dekho mohan ki muraliya dekho

ganga dekho jamuna dekho dhal aur talwar dekho

railgadi aur car dekho 

aag me tali masuk ki gali surta dekho mohabbat dekho 

ijjat dekho kismat dekho dekho dekho duniya dekho

jaha bhi dekho aurat aurat aurat dekho

Explore this song