Roman script

aaya mera sajan aaya

aaya mera sajan aaya, ho sajan aaya

aaya mera sajan aaya, ho sajan aaya

ae chand na ab sharma tu

badal me muh na chupa tu

mere chand ke samne aa tu

mere chand ke samne aa tu

phirta hai bada itraaya

phirta hai bada itraaya, o sajan aaya

aaya mera sajan aaya, o sajan aaya 

raato ki nind uda kar

taaro ko meet bana kar

raato ki nind uda kar

taaro ko meet bana kar

jivan ko gum me mita kar

mushkil se tujhe apnaya

mushkil se tujhe apnaya, ho sajan aaya

aaya merasajan aaya, ho sajan aaya

dekho to ye parwane

nanhe munne diwane

dekho to ye parwane

nanhe munne diwane

aaye the ishk jatane

jivan ko apne jalaya

jivan ko apne jalaya, ho sajan aaya

aaya mera sajan aaya, ho sajan aaya

Explore this song