Roman script

tum ladki ho main ladka hu, tum aayi to sach kehta hu

aaya mausam dosti ka, ki aaya mausam dosti ka

main ladki hu tum ladke ho, yu lagta hai jab milte ho

aaya mausam dosti ka, ki aaya mausam dosti ka

jaane kyon lagta hai meri tumhari pehle se pehchaan hai

jaane kyon lagta hai meri tumhari pehle se pehchaan hai

tum maan itna jo de rahe ho mujhpe ye ehsaan hai

ehsaano ki baate chhod o, aao humse naata jodo

aaya mausam dosti ka, ki aaya mausam dosti ka

main ka jaanu ka chiz hove hai pyaar 

karajva pe lagi najar ki kataar

main ka jaanu ka chiz hove hai pyaar 

karajva pe lagi najar ki kataar

arri diwani, na kar naadani

teri baate hai badi toofani

nahi ye mausam dillagi ka 

nahi ye mausam khudkhushi ka

rishta nahi hai dono ko phir bhi baandhe koi dor hai

rishta nahi hai dono ko phir bhi baandhe koi dor hai

is dosti ko kya naam de hum ye baat kuchh aur hai

diwanapan keh sakte ho, dil ki dhadkan keh sakte ho

aaya mausam dosti ka, ki aaya mausam dosti ka

Explore this song