Roman script

aaya mai yaha tere liye mere sanam

aaya mai yaha tere liye mere sanam

aaya mai yaha tere liye mere sanam

tu jo kahe jhum ke mai

gata rahu dilbar

dekh jara mud ke idhar

kya kya tarane laya

aaya mai yaha tere liye mere sanam

aaya mai yaha tere liye mere sanam

sanso ki sama bujne lagi hai

aanko me chaya gahara andera

bach ke yaha se jana hai muskil

charo taraf hai maut ka pahra

mere masiha jara

aake pakad le mujhe

koi chuda na sake

aise jakad le mujhe

mere bhole sanam

mere sar ki kasam

ja ke fir na kabhi laut aaunga

mai tujhe chodh ke chala jaunga

mai tujhe chodh ke chala jaunga

Explore this song