Roman script

aaya maja dildara aaya maja dildara 
dil hamara na aawara na nakara na bechara badli hai rahe 
manjil ne hamko najdik aake hamko 
pukara kyu mere yara ha mere yara
kyu mere yara ha mere yara kyu mere yara ha mere yara
kyu mere yara ha mere yara aaya maja dildara 
ab na kisi se jhagda karenge
ab na koi hum lafda karenge ab na kisi se jhagda karenge
ab na koi hum lafda karenge kasam utha li denge na gali
koi nahi ab dusman hamara kyu mere yara ha mere yara
kyu mere yara ha mere yara kyu mere yara ha mere yara
kyu mere yara ha mere yara aaya maja dildara 
ab samjhe tadbir se hi takdir badal sakti hai
sachai se khwabo ki taswir 
badal sakti hai raaz hamne jan liya hai
jag se na jita khud se jo hara kyu mere yara ha mere yara
kyu mere yara ha mere yara kyu mere yara ha mere yara
kyu mere yara ha mere yara aaya maja dildara 
agar aisa rahbar mil jaye sabko dunia to kya hai pale wo rab ko

rab to sabhi ke dil me basa hai sabko usi rahbar ka sahara
kyu mere yara ha mere yara kyu mere yara ha mere yara
kyu mere yara ha mere yara kyu mere yara ha mere yara
aaya maja dildara aaya maja dildara 
dil hamara na aawara na nakara na bechara badli hai rahe 
manjil ne hamko najdik aake hamko
pukar kyu mere yara ha mere yara
kyu mere yara ha mere yara kyu mere yara ha mere yara
kyu mere yara ha mere yara aaya maja dildara

Song details

singer: Ashok Khosla, Muralidhar, Ghanshyam Vaswani, Shekhar Sawkar, Sushma Shrestha

actor: Nana Patekar, Madan Jain, Arjun Chakraborty, Nisha Singh