Roman script

aaya kya sandesha laya

aaya kya sandesha laya

panchhi kya sandesh laya

aaya kya sandesha laya

panchhi kya sandesh laya

phir kahe yu choch marode

kyu baitha hai aasa tode

phir kahe yu choch marode

kyu baitha hai aasa tode

teri chup ne bata de, mera man tadpaya

teri chup ne bata de, mera man tadpaya

aaya kya sandesha laya

aaya kya sandesha laya

panchhi kya sandesh laya

kahna unse yad tumhari

aati hai din rat hame

kahna unse yad tumhari

aati hai din rat hame

kahna unse tum bin ab to

bhaye nahi koi bat hame

kya koi bhul hui jo ab tak

pas na hame bulaya

aaya kya sandesha laya

aaya kya sandesha laya

panchhi kya sandesh laya

jinko dil se rahat hogi

unko hamari chahat hogi

jinko dil se rahat hogi

unko hamari chahat hogi

tu hi bujh paheli man ki

tu hi bujh paheli man ki

tu hi bujh paheli man ki

bhed na hamne paya

aaya kya sandesha laya

aaya kya sandesha laya

panchhi kya sandesh laya

Explore this song