Roman script

aaya hu ghar bar chhod mai banne filmi star

aye bambai ke rahne walo bambai ke rahne walo

aye bambai ke rahne walo ho jao hoshiyar

aaya hu ghar bar chhod mai banne filmi star

aaya hu ghar bar chhod mai banne filmi star

safar hoga sathi hoga daulat ke honge ambar

jo upar ek bangla hoga niche hogi lambi car

gori gori heroine se kiya karunga pyar

jab jab dekhi film sajaye khwab yahi har bar

aaya hu ghar bar chhod mai banne filmi star

aaya hu ghar bar chhod mai banne filmi star

kaho to commedy dikhla du

kaho to ro kar tumhe rula du

romantic hero se kam nahi

kaho namuna abhi bata du

dil deke dekho dil deke dekho dil deke dekho 

dil lene walo dil dena sikho

dil lene walo dil dena sikho

kaat ki dusman dunia mujhko juto se na mar

mai hi kal ka jani wakar mai hi dilip kumar

aaya hu ghar bar chhod mai banne filmi star

aaya hu ghar bar chhod mai banne filmi star

Explore this song