Roman script

aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya

aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya

are aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya

aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya

shahzadi ko lene aaya palle nahi kiraya 

hoye aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai 

aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai 

aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai 

hoye aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai 

raja bhoj ko kismat gangu teli ke gahr layi 

aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai 

aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai 

baap dekho ladke ka aaha baap dekho

ladke ka jaise papon ki tasveer 

ye putla lalch ka oho ye putla 

lalach ka jise duniya kahe fakeer 

hazaro jatan kiye par na jagi takdeer 

ke nana ladki ka aha ke nana 

ladki ka hai cheez badi anmol 

saja gayi chehre ko ohho saja gayi 

chehre ko chehere ko ek tedi ankh ek gol 

khilona japani kad chota unche bol 

dozakh me jayegi jisne ye rishta karvaya 

aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya

aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya

ye rishta na karna aaha ye rishta 

na karna hum samjhate the log 

ke oche logo se ohho ke oche logo 

se mat jodo ye sanjog 

likha kismat me hume lag jae ye rog 

ye khel mukaddar ka aaha ye khel 

mukaddar ka jo ban gayi tumse baat 

garibo ke ghar me ohho garibo ke 

ghar me hum le aaye barat 

bada ehsaan kiya tumne in teeno ke saath 

mat bhulo humne ye rishta baar baar thukraya 

aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai 

hoye aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai 

raja bhoj ko kismat gangu teli ke gahr layi 

aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai 

aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai 

aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya

Explore this song