Roman script

ho ke bechen dhoond raha hai ye dil

tere bagair yahan mushkil hi mushkil

ab to sooraj bhi dhalne laga

aasman rang badalne laga

kahan ho tum aawaz do

kahan ho tum aawaz do

tu na aayi to main aa gya

tere shehar main bathak raha

tu na aayi to main aa gya

tere shehar main bathak raha

dhoond ta tujh ko phir raha

teri jhalak ko taras gaya

ab to andhera bhi hone laga

ghana chaaron aur chane laga

kahan ho tum aawaz do

kahan ho tum aawaz do

ho ke juda tujh se hai gum hi gum

yaad aati hai teri ab har dum

ho ke juda tujh se hai gum hi gum

yaad aati hai teri ab har dum

saare jahan main kuch bhi na bhaaye

dekhun na tujh ko to raha na jaye

ab to kahin pai tu aaja nazar

ankhein dhoonde tujhe chaaron paher

kahan ho tum aawaz do

kahan ho tum aawaz do

kahan ho tum aawaz do

kahan ho tum aawaz do

Explore this song