Roman script

aawaaz do hamko

aawaaz do hamko, hum kho gaye

kab nind se jaage kab so gaye

mar jaayenge hum agar dur tumse ho gaye

aawaaz do hamko, hum kho gaye

kab nind se jaage kab so gaye

mar jaayenge hum agar dur tumse ho gaye

aawaaz do hamko, hum kho gaye

tumse nigaahein chaar karne lage

hum jindagi se pyaar karne lage

darte na the maut se ab magar darne lage

aawaaz do hamko, hum kho gaye

kab nind se jaage kab so gaye

mar jaayenge hum agar dur tumse ho gaye

aawaaz do hamko, hum kho gaye

saawan ki is pehli barsaat mein

sab dekh le sapne ik raat mein

kat jaaye na jindagi ek hi mulaakaat mein

aawaaz do hamko, hum kho gaye

kab nind se jaage kab so gaye

mar jaayenge hum agar dur tumse ho gaye

aawaaz do hamko, hum kho gaye

mere saamane rehna jaana nahi

tumse hai kuchh kehna jaana nahi

mausam kabhi pyaar ka lautkar aana nahi

aawaaz do hamko, hum kho gaye

kab nind se jaage kab so gaye

mar jaayenge hum agar dur tumse ho gaye

Explore this song