Roman script

aao sakhi hum gaye tarana

gaye tarana

na sakhi na

na sakhi na zalim hai zamana o

na sakhi na zalim hai zamana

aao sakhi hum gaye tarana

gaye tarana

na sakhi na zalim hai zamana o

na sakhi na zalim hai zamana

hai chand sa mukhda tera

nahi nazar na lag jaye

kaliyo si jawani teri, aur patli kamar hai

julfe hain nagan chehra gulabi 

aankhe hai masti ka paimana

na sakhi na zalim hai zamana o

na sakhi na zalim hai zamana

tumhe kitna pukare zamana

yahi hai yahi hai

bijli jo giraaye dil pe 

hay iski ?? hai 

o dil tadpaye aag lagaye

jaadu bhara iska muskana

na sakhi na zalim hai zamana o

na sakhi na zalim hai zamana

tere teer-e-nazar ka jakhmi

hay sine na paye

teri nazro se nazar milake

hay chain na aaye

o tirchi nazar hain, nazar me asar hai  

khwabo me nazre unse milana

na sakhi na zalim hai zamana o

na sakhi na zalim hai zamana

aao sakhi hum gaye tarana

gaye tarana

na sakhi na zalim hai zamana o

na sakhi na zalim hai zamana

Explore this song