Roman script

ek pal bhi mere dil se 
ek pal bhi mere dil se na dur jati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
ek pal bhi mere dil se 
ek pal bhi mere dil se na dur jati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
kuch aansu hai kuch bate hai sab teri hi saugate hai 
kuch aansu hai kuch bate hai sab teri hi saugate hai 
sab teri hi saugate hai 
teri chahat mujhe hardam paas bulati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
tu jane na kya karta hu na jita hu na marta hu 
tu jane na kya karta hu na jita hu na marta hu 
na jita hu na marta hu 
mujhe har din har lamha tu tadpati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
ek pal bhi mere dil se 
ek pal bhi mere dil se na dur jati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai 
aati hai teri jab yad bahut aati hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik