Roman script

aate jate, hanste gate, socha tha maine man me kai bar

woh pehalee najar, halka sa asar, karta hai kyun iss dil ko bekarar

ruk ke chalna, chalke rukna, na jane tumhe hai kiska intejar

teraa woh yakin kahee mai toh nahee

lagta hai yehi kyon mujhko bar bar

yehi sach hai, shayad maine pyar kiya

aate jate, hanste gate, socha tha maine man me kai bar

hothon kee kalee, kuchh aur khili, yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyar

tum kaun ho, batla toh do, kyun karne lagee maein tum pe aitbar

khamosh rahu ya mai keh du, ya karlu maein chupke se yeh swikar

yahi sach hai shayad maine pyar kiya, han han tumse maine pyar kiya

Explore this song