Roman script

ya ali

aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu

naam abdul hai mera, kya, ho

naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu

aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu

naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

sar kisike samne jhuk jaaye mera, ye mujhe manzur nahi

aa pade vaqt to maut aaye sahi, par mai majbur nahi

jaan par khel jaau, mai vo jigar rakhta hu

naam abdul hai mera, kya, ha

naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu

aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu

naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

kisne liya kisne diya, kisne kaha maal chhupa rakha hai

maine is dil me saari duniya ka, hal chhupa rakha hai

bol sakata hu zubaan, band magar rakhta hu

bol sakata hu zubaan, band magar rakhta hu

naam abdul hai mera, kya, ha

naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu

aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu

naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

Explore this song