Roman script

aata hai mujhko yaad tera pyar rahta hai ye dil mera bekarar

sapno me chuma tujhko kai bar baho me teri hi mila karar

suno tum jaha bhi ho sanam tumko meri hai kasam lot aana

suno wo bita hua kal yaad aata hai har pal

wo zamana mai hu tera diwana

tu sama mai parwana na bhulana bhul na jana lot aana

tere bin kuch bhi to na bhaye rat ko tadpu nind na aaye

tujhko chhune ko dil ye lalchaaye

yaad aate hai wo zulfo ke saye

suno tum jaha bhi ho sanam

tumko meri hai kasam lot aana

suno wo bita hua kal yaad aata hai har pal

wo zamana mai hu tera diwana

tu sama mai parwana na bhulana bhul na jana lot aana

do pyar karne walo ko kaha jine deta hai beraham jaha

todkar zulmo ki diware aa basa le pyar ka jaha

suno tum jaha bhi ho sanam

tumko meri hai kasam lot aana

suno wo bita hua kal yaad aata hai har pal

wo zamana mai hu tera diwana

tu sama mai parwana na bhulana

bhul na jana lot aana na bhualna lot jana bhul na jana

Explore this song