Roman script

chandni se ghar sajaaun main

aasman se chand laaun 

chandni se ghar sajaaun main

jo mere sapne hai bas wahi apne hai

jo mere sapne hai bas wahi apne hai

is jahan se kya mujhe lena

aasman se chand laaun main

dil chaahta hai banaaun kahin 

main ek chota sa ghar

hasta rahun usme gaata rahun 

har gam se main bekhabar

pyaar ki basti mein din kate masti mein

is jaha se kya mujhe lena kya dena

aasman se chand laaun main

mere khyaalo mein aane lagi 

phulo si naazuk pari

ho bechainiyo ko badhane lagi 

ladki wo jaadu bhari 

uska afsana hun main to deewana hun 

is jaha se kya mujhe lena kya dena

aasman se chand laaun main

Explore this song