Roman script

aashiqana aalam hai, ishq nibha ja

aaja aaja aaja janabe aali aaja

aashiqana aalam hai, ishq nibha ja

aaja aaja aaja janabe aali aaja

ummed teri tera nasha

is dil me aur kya hai 

is dil me aur kya hai

aashiqana aalam hai, ishq nibha ja

aaja aaja aaja janabe aali aaja

is dil me aur kya hai 

is dil me aur kya hai 

gawahi deti hai dhadkan

tu hi mera yar tu hi mera pyar

tu hi intzaar hai

tu hi mera yar tu hi mera pyar

tu hi intzaar hai

yeh kahti hai dil ki tadpan

tu hi mera khaab tu mere 

bechain dil ka davedaar hai

tu mera hai jahan 

tujhse har dasta

tu mera hai jahan 

tujhse har dasta 

aashiqana aalam hai ishq nibha ja

aaja aaja aaja janabe aali aaja

aashiqana aalam hai ishq nibha ja

aaja aaja aaja janabe aali aaja

rago me tu hai samayi

teri tamanna se

teri mohabbat se 

jeene ka ehsaas hai

teri tamanna se

teri mohabbat se 

jeene ka ehsaas hai

teri hi betabi chhayi

mangu duaao me 

tujhko khuda se

saanso ki tu pyas hai

tu mera diwanapan 

laagi tujhi se lagan

tu mera diwanapan 

laagi tujhi se lagan

aashiqana aalam hai, ishq nibha ja

aaja aaja aaja janabe aali aaja

aashiqana aalam hai, ishq nibha ja

aaja aaja aaja janabe aali aaja

is dil me aur kya hai

is dil me aur kya hai

umeed teri tera nasha

aashiqana aalam hai, ishq nibha ja

aaja aaja aaja janabe aali aaja

aashiqana aalam hai, ishq nibha ja

aaja aaja aaja janabe aali aaja

Explore this song