Roman script

aashiqana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janabe aalee aaja
aashiqana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janabe aali aaja
aashiqana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janabe aalee aaja
ummid teree teraa nasha
iss dil me aur kya hai 
iss dil me aur kya hai
aashikana aalam hai, ishk nibha ja
aaja aaja aaja janabe aalee aaja
iss dil me aur kya hai 
iss dil me aur kya hai 
gawahee detee hai dhadkan
tu hee meraa yar tu hee meraa 
pyar tu hee intzar hai
yeh kehtee hai dil kee tadpan
tu hee meraa khab tu mere 
bechain dil kaa daavedar hai
tu meraa hai jahan 
tujhse har dastan 
tu meraa hai jahan 
tujhse har dastan 
aashiqana aalam hai ishq nibha ja
aaja aaja aaja janabe aalee aaja
iss dil me aur kya hai
ragon me tu hai samayee
teree tamanna se
teree muhabbat se 
jine kaa ehsaas hai
teree hee betabee chhayee
mangu duwaon me 
tujhko khuda se
sanson kee tu pyas hai
tu meraa diwanapan 
lagee tujhise lagan
tu meraa diwanapan 
lagee tujhise lagan
aashiqana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janabe aalee aaja
iss dil me aur kya hai
umid teree teraa nasha, 
iss dil me aur kya hai
aashiqana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janabe aalee aaja
aashiqana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janabe aalee aaja
iss dil me aur kya hai 
iss dil me aur kya hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Vinit, Sunidhi Chauhan, Himesh Reshammiya, Alka Yagnik

actor: Emraan Hashmi, Tusshar Kapoor, Tanushree Dutta, Esha Sharvani