Roman script

Aashiq hu mai,katil bhi hu sabke dilo me shamil bhi hu

Aashiq hu mai,katil bhi hu sabke dilo me shamil bhi hu 

Aashiq hu mai,katil bhi hu sabke dilo me shamil bhi hu 

dil ko churana, ninde udana dil ko churana, ninde udana 

bas yahi mera kusur

wado se apne muh karta nahi marne se mai kabhi darta nahi

badshah o badshah, badshah hey badshah 

badshah o badshah, badshah

Aashiq hu mai, katil bhi hu sabke dilo me shamil bhi hu

dil ko churana ninde udana bas yahi mera kusur

wado se apne muh karta nahi marne se mai kabhi darta nahi

badshah o badshah, badshah hey badshah

badshah o badshah, badshah

charo taraf hai mere hi charche hontho pe hai bas mera nam

rango bhari subah meri masti me dubi hai meri sham

jhuthi kahani sacchi lage aawargi mujhe achhi lage

nagme sunana sabko nachana, bas yahi mera kusur

wado se apne muh karta nahi marne se mai kabhi darta nahi

badshah o badshah, badshah hey badshah

badshah o badshah, badshah

hai yeh mohabbat kamjori meri chahat ki duniya pe mera raj

bas rab ke aage jhukta mera sar jhukte mere samne takhto taj

andaz mera sabse juda mein badshaho kaa badshah

sapne sajana hansna hasana bas yahi mera kusur

wado se apne muh karta nahi marne se mai kabhi darta nahi

badshah o badshah, badshah hey badshah

badshah o badshah, badshah

Aashiq hu mai katil bhi hu sabke dilo me shamil bhi hu

dil ko churana ninde udana bas yahi mera kusur

wado se apne muh karta nahi marne se mai kabhi darta nahi

badshah o badshah, badshah hey badshah

badshah o badshah, badshah

badshah o badshah, badshah hey badshah

badshah o badshah, badshah

Explore this song