Roman script

aashiq banaya 
aashiq banaya
aashiq banaya aapne 
aashiq banaya 
aashiq banaya
aashiq banaya aapne
tere bin suni suni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
tere bin bin asar meri aahein
tere bin
tere bin suni suni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
tere bin bin asar meri aahein 
tere bin
aashiq banaya 
aashiq banaya
aashiq banaya aapne
aashiq banaya 
aashiq banaya
aashiq banaya aapne
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko naa aaye
tere bin
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko naa aaye
tere bin
meri nigaaho me tera chehra rawaa hain
gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain
meri nigaaho me tera chehra rawaa hain
gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain 
apne daayre se main to chutne lagi hu
tere baajuo me aake tootne lagi hu 
apne daayre se main to chutne lagi hu
tere baajuo me aake tootne lagi hu 
tere bin jeena nahi hain gawara
tere bin dil ka nahi hain gujara
tere bin kaun apna sahaara
tere bin
aashiq banaya 
aashiq banaya
aashiq banaya aapne
bechainiyo ka faaslo ka silsila hain
dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain 
bechainiyo ka faaslo ka silsila hain
dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain 
betaabiyo ne hamko chur kar diya hain 
pass aane pe majboor kar diya hain
betaabiyo ne hamko chur kar diya hain 
pass aane pe majboor kar diya hain 
tere bin raat kat ti nahi hain
tere bin pyas mit ti nahi hain
tere bin duri ghat ti nahi hain
tere bin 
aashiq banaya 
aashiq banaya
aashiq banaya aapne 
aashiq banaya 
aashiq banaya
aashiq banaya aapne
tere bin suni suni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
tere bin bin asar meri aahein
tere bin
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko naa aaye
tere bin
tere bin
tere bin
tere bin
lyrics typed by: neha gupta

Song details

singer: Shreya Ghoshal, Himesh Reshammiya

actor: Emraan Hashmi, Tanushree Dutta