Roman script
aasha ke jab deep bujhe to man ka deep jala jag ka rasta chhod musafir teri raah chala apni chhaya me bhagwan bitha le mujhe apni chhaya me bhagwan bitha le mujhe main hu tera tu apna bana le mujhe apni chhaya me bhagwan bitha le mujhe main hu tera tu apna bana le mujhe ab mujhe gam ka gam, na khushi ki khushi ab mujhe gam ka gam, na khushi ki khushi hai andhera bhi mere liye roshni main jeeu jab talak main jeeu jab talak aajma le mujhe aajma le mujhe main hu tera tu apna bana le mujhe apni chhaya me bhagwan bitha le mujhe main hu tera tu apna bana le mujhe dekhkar main kisi ki khushi na jalu dekhkar main kisi ki khushi na jalu raah insaniyat ki humesha chalu bhul jaau to bhul jaau to jag se utha le mujhe tu utha le mujhe main hu tera tu apna bana le mujhe apni chhaya me bhagwan bitha le mujhe main hu tera tu apna bana le mujhe
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Insaaniyat (1955)
- Composer: Chitalkar Ramchandra
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Dilip Kumar
- Actor: Dev Anand
- Actor: Jayant
- Actor: Bina Roy
- Actor: Agha
- Actor: Vijayalaxmi
- Actor: Shobhna Samarth
- Actor: Jairaj
Song video
actor: Dev Anand, Dilip Kumar, Bina Roy, Vijayalaxmi, Jayant, Jairaj, Shobhna Samarth