Roman script

aasan nahi yaha aashiq ho jana

palko pe kaanto ko sajaana 

aashiq ko milti hai gham ki saugate

sabko na milta ye khajana

baato se aage, wado se aage

dekho jara tum kabhi

ye to hai shola, ye hai chingari

ye hai jawag bhi

jismo ke pichhe bhaage ho phirte

utaro kabhi ruh me

hota kya aashiq, kya aashiqi hai

hogi khabar tab tumhe

Explore this song