Roman script

aas ne kitne diye jalaye diye jalaye
aas ne kitne diye jalaye 
phir bhi ram najar na aaye 
phir bhi ram najar na aaye
aas ne kitne diye jalaye 
chalte chalte thak kar 
aakhir tere dwar pe aaya 
chalte chalte 
man ki nagari mein adhiyara 
man ki nagari mein adhiyara 
kahan tere kandha ki chhaya 
kahan tere kandha ki chhaya 
in galiyon ki khak uda ke 
gujre kai jamane 
jis patthar ne dard diya 
wo dil ka haal na jane 
tadpaye tadpaye aur taras na khaye 
aas ne kitne diye jalaye diye jalaye
aas ne kitne diye jalaye

Song details

Song video

Watch on YouTube