Roman script

aapne apna banaya meharbani aapki

meharbani aapki hum to is kabil na the

hum to is kabil na the hum to is kabil na the

hai kadar jani aap ki meharbani aapki

aapne apna banaya

aaj humne dil ke badale aap ko dil de diya

aaj humne dil ke badale aap ko dil de diya

aaj humne dil ke badale aap ko dil de diya

isi inayet is navaris is karam ka shukariya

humne bhi dil me rakhi ye nishani aap ki

meharbani aapki aapne apna banaya

kya pata bin aap ke kuch bhata nahi

arey aapke bin or kuch bhata nahi

humko apni khush nasibi pe yaki aata nahi

ek to paigame ulfat fir jubani aapki

meharbani aapki hum to is kabil na the

hum to is kabil na the hai kadar jani aap ki

meharbani aapki aapne apna banaya

Explore this song