Roman script

aapki mehki huyi zulf ko kahte hai ghata

aapki mehki huyi zulf ko kahte hai ghata

aapki madbhari aakho ko kaval kahte  

aapki madbhari aakho ko kaval kahte

mai to kuch bhi nahi tumko hasi lagati hu 

isko chahta bhri najro ka amal kahte hai

isko chahta bhri najro ka amal kahte hai

ek ham hi nahi 

ek ham hi nahi sab dekhane vale tumko

sang-e-marmar pe  

sang-e-marmar pe likhi sokh gajal kahte hai 

sang-e-marmar pe likhi sokh gajal kahte hai 

aisi bate na karo 

aisi bate na karo jinka yakin muskil ho

aisi tarif ko 

aisi tarif ko niyat ka khalal kahte

aisi tarif ko niyat ka khalal kahte

aapki madbhari aakho ko kaval khate   

isko chahta bhri najro ka amal kahte hai

meri takdir ke tumane mujhe apna samjha  

meri takdir ke tumane mujhe apna samjha

isko sadiyo ki 

isko sadiyo ki tamnao ka fal kahte hai

isko sadiyo ki tamnao ka fal kahte hai

isko sadiyo ki tamnao ka fal kahte hai

Explore this song