Roman script

aapki inayate aapke karam
aap hi bataye kaise bhulenge hum 
aapki inayate aapke karam
aap hi bataye kaise bhulenge hum 
ek bujhe shama ki tarha 
tha jo dil mera
devta ki aarti ka ban gaya diya
ek bhujhe shama ki tarha 
tha jo dil mera
devta ki aarti ka ban gaya diya
aapki inayate aapke karam
aap hi bataye kaise bhulenge hum
iltza yahi hai dile bekarar ke
todna na dor kabhi mere pyar ki
iltza yahi hai dile bekarar ke
todna na dor kabhi mere pyar ki
aapki inayate aapke karam
aap hi bataye kaise bhulenge hum
aapki inayate aapke karam
aap hi bataye kaise bhulenge hum

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Sadhana, Parikshit Sahni