Roman script

aapka chalna qayaamat, aapka rukna qayaamat

aapka chalna qayaamat, aapka rukna qayaamat

aapka mudna qayaamat, aapka hasna qayaamat

sar se leke paanv tak 

sar se leke paanv tak aap to hai bas qayaamat

qayaamat ho qayaamat haay qayaamat ho qayaamat ho 

qayaamat ho qayaamat ho qayaamat ho qayaamat ho 

aapke dil me sharaarat, aapke lab pe sharaarat

aapko aati sharaarat, aap karte hai sharaarat

sar se leke paanv tak 

sar se leke paanv tak aap me hai bas sharaarat

sharaarat ho sharaarat haay sharaarat ho sharaarat ho

sharaarat haay sharaarat oy sharaarat ho sharaarat ho

aapka chalna qayaamat, aapka rukna qayaamat

aapne pehli nazar me chain mera le liya

nind meri lut li, dard jaane kya diya

dard jaane kya diya, dard jaane kya diya

saari duniya se juda aapka andaaz hai

har gali kuche me charcha aapka hi aaj hai

aapka hi aaj hai, aapka hi aaj hai

aapki nazre qayaamat, aapki zulfe qayaamat

aapka thumka qayaamat, aapka jhumka qayaamat

sar se leke paanv tak 

sar se leke paanv tak aap to hai bas qayaamat

qayaamat ho qayaamat haay qayaamat ho qayaamat ho 

qayaamat ho qayaamat haay qayaamat ho qayaamat ho 

aapka chalna qayaamat, aapka rukna qayaamat

aapki baato se dilbar mai abhi anjaan hu

aapki taarif sunke mai zara hairaan hu

mai zara hairaan hu, mai zara hairaan hu

dekhke lagta hai mujhko aap divaane bade hai

raam jaane is tarah se kyu mere pichhe pade hai

kyu mere pichhe pade hai, kyu mere pichhe pade hai

aapka aana sharaarat, aapka jaana sharaarat

aapki baate sharaarat, aapka gaana sharaarat

sar se leke paanv tak 

sar se leke paanv tak aap me hai bas sharaarat

sharaarat ho sharaarat haay sharaarat ho sharaarat ho

sharaarat haay sharaarat oy sharaarat ho sharaarat ho

aapka chalna qayaamat, aapka rukna qayaamat

qayaamat ho qayaamat ho qayaamat ho qayaamat ho 

sharaarat ho sharaarat ho sharaarat ho sharaarat ho

aapka na na yu karna jaan-e-man jaan-e-jaa

aapka mujhpe yu marna jaan-e-man jaan-e-jaa

qayaamat ho qayaamat ho qayaamat ho qayaamat ho 

aapka chalna rukna mudna hasna hay qayaamat ho

mujhko to aisa lagta hai in mulaakaato me

mera dil mujhse kehta hai in hasi raato me

mera dil mujhse kehta hai in hasi raato me

qayaamat sharaarat, qayaamat sharaarat

qayaamat sharaarat 

qayaamat ho qayaamat ho qayaamat ho qayaamat ho 

sharaarat ho sharaarat ho sharaarat ho sharaarat ho

qayaamat ho sharaarat ho qayaamat ho sharaarat ho

qayaamat ho sharaarat ho qayaamat ho sharaarat ho

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song