Roman script

aapko humse pyar hai

kaise hume bata diya

ye kya kiya huzur ne

apna hume bana liya

aap to aise na the

aap to aise na the

jalwa jo dekha aapka

dil me charag jal gaye

manzil ki aarzu me hum

manzil se aage nikal gaye

aap to aise na the

aap to aise na the

jalte the hum jis aag me

aap bhi us me jal gaye

pyar ke sanche me dhal gaye

kaise kaho pighal gaye

kaise kaho pighal gaye

aap to aise na the

aap to aise na the

aapko humse pyar hai

kaise hume bata diya

waqt bhi thoda badal gaya

aap bhi thode badal gaye

aa gaye dono raah par

bahke magar sambhal gaye

bahke magar sambhal gaye

aap to aise na the

aap to aise na the

aapko humse pyar hai

kaise hume bata diya

dekha nigahe yaar ne

teer se dil par chal gaye

pyar ka tufa yu utha

ke dil machal machal gaye

ke dil machal machal gaye

dono hi hum aise na the

dono hi hum aise na the

aapko humse pyar hai

kaise hume bata diya

ye kya kiya huzur ne

apna hume bana liya

aap to aise na the

aap to aise na the

Explore this song