Roman script

aap maujud yaha phir hame hosh kaha

aap maujud yaha phir hame hosh kaha

har ada ka vashkan ae meri jane jahan

aap maujud yaha

chehra ek chand kamal julf ek shyame gajal

sangemarmar ka badan jaise ho rajmajal

jaise ho rajmajal ye mohabbat ka nishan

aap maujud yaha phir hame hosh kaha

aap maujud yaha

gore chandi se kadam barf pigla de sanam

chaya kudrat pe nasha mast aankho ki kasam

mast aankho ki kasam jagmata hai sama

aap maujud yaha phir hame hosh kaha

aap maujud yaha

jhum aap chale phul bhi hath male

jhil par dale najar deep pani me jale

deep pani me jale barf se nikle dhuaa

aap maujud yaha phir hame hosh kaha

aap maujud yaha

Explore this song