Roman script

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

sari mehfil mein masti si cha gayi 

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

sari mehfil mein masti si cha gayi 

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

ye dil-o-jaan husan jawan hai sab hi aapka

ishara par hoga idhar jab bhi aapka

aapki khidmat mein lo hum aa gaye

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

la..la..la..la..la.la

patton mein jo dhaka hua milta hai gulab

parde mein yun chupa hua khilta hai shabab

aapne yun dekha main sharma gayi

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

khile chaman sa mera man mehakane hai laga

meethi agan mein tan badan dehakane hai laga

jane kesa jaadu ye nazar dha gayi

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

sari mehfil mein masti si cha gayi 

aap kya aaye nau bahaar aa gayi

Explore this song