Roman script

aap ko bhul jaaye hum itnin to bewafa nahi

aapse kya gila kare aapese koi gila nahi

aapse kya gila kare

sisha-e-dil ko todna unka to ek khel hai

humse hi bhul ho gayi 

humse hi bhul ho gayi unko koi khata nahi

kaash wo apne gham mujhe 

kaash wo apne gham mujhede de to kuch sukun mile

wo kitna bad-nasib hain 

wo kitna bad-nasib hain gam hi jise mila nahi

jurm hai gar wafa to kya, 

jurm hai gar wafa to kya, kyu kar wafa ko chhod du

kehte hain is gunaah ki 

kehte hain is gunaah ki hoti koi saja nahi

kehte hain is gunaah ki hoti koi saja nahi

aapse kya gila kare aapese koi gila nahi

aap ko bhul jaaye hum itnin to bewafa nahi

Explore this song