Roman script

aapse hai gila aapse hi pyar 

aapka tha mujhe har pal intzar

bardasat nahi hota ab mujhse mere yaar

aapse hai gila aapse hi pyar 

aapka tha mujhe har pal intzar

bardasat nahi hota ab mujhse mere yaar

aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu

aapse sanam itna hi pyar karta hai dil jane kyu

aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu

aapki aarzu dil ko bar bar lekin hai 

shikayate mujhko besumar

bardasat nahi hota ab mujhse mere yaar

aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu

aapse sanam itna hi pyar karta hai dil jane kyu

hum ye nahi kahte dil ke bure ho tum

gustakiya lekin karte rahte ho tum 

hum ye nahi kahte dil ke bure ho tum

gustakiya lekin karte rahte ho tum

aapki sabhi gustakiya maf karta hai dil jane kyu

aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu

do kadam chalo tum do kadam chale hum

khamoshiyo ka ye kissa khatam kare hum

do kadam chalo tum do kadam chale hum

khamoshiyo ka ye kissa khatam kare hum

aapki sabhi khamoshiya maf karta hai dil jane kyu

aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu

aapse sanam itna hi pyar karta hai dil jane kyu

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song