Roman script

aap ki dushmani kubul mujhe

aap ki dushmani kubul mujhe

aap ki dosti se darta hu

aap ki dushmani kubul mujhe

aap ki dushmani kubul mujhe

aap ki dosti se darta hu

aap jaise bhi hai, sanam mere

aap jaise bhi hai, sanam mere

mai to bas, aap hi pe marta hu

aap ki dushmani kubul mujhe

aap ki dosti se darta hu

chaha kisko, ye kisko pyar kiya

maine bhi kis pe aitbar kiya

chaha kisko, ye kisko pyar kiya

maine bhi kis pe aitbar kiya

vada jinka tha, jaan dene ka

ab irada hai, jaan lene ka

kitna majbur hu mai, is dil se

kitna majbur hu mai, is dil se

bewfa se wafa, mai karta hu

aap jaise bhi hai, sanam mere

aap jaise bhi hai, sanam mere

mai to bas, aap hi pe marta hu

aap ki dushmani kubul mujhe

aap ki dosti se darta hu

kya kahu beraham ke bedardi

aisi ummid aap se na thi

kya kahu beraham ke bedardi

aisi ummid aap se na thi

aapne kar diya mujhe rushva

meri hasrat to jaanta hai khuda

mujhko nakam mohabbat ki kasam

mujhko nakam mohabbat ki kasam

har ghadi sirf bas aah bharta hu

aap jaise bhi hai, sanam mere

mai to bas, aap hi pe marta hu

aap ki dushmani kubul mujhe

aap ki dushmani kubul mujhe

aap ki dosti se darta hu

Explore this song