Roman script

aap ki dosti kubul mujhe

aap ki dosti kubul mujhe

aap ki berukhi se darti hu

aap ki dosti kubul mujhe

aap ki dosti kubul mujhe

aap ki berukhi se darti hu

aap jaise bhi hai, sanam mere

aap jaise bhi hai, sanam mere

mai to bas, aap hi pe marti hu

aap ki dosti kubul mujhe

aap ki berukhi se darti hu

mai wafao pe aitbar karu

is mohabbat pe jaan nisar karu

mai wafao pe aitbar karu

is mohabbat pe jaan nisar karu

chain ek pal, kahi na aayega

ab to tanha, jeeya na jayega

khoyi rehti hu bas khyalo me

khoyi rehti hu bas khyalo me

naam lele ke mai sanwarti hu

aap jaise bhi hai, sanam mere

aap jaise bhi hai, sanam mere

mai to bas, aap hi pe marti hu

aap ki dosti kubul mujhe

aap ki berukhi se darti hu

aap kaise hai, jaanti hu main

apna mehbub maanti hu main

aap kaise hai, jaanti hu main

apna mehbub maanti hu main

aisa badla kabhi nahi lenge

aap mujhko daga nahi denge

aapki aashiqi pe janeman

aapki aashiqi pe janeman

sabse jyada yakin karti hu

aap jaise bhi hai, sanam mere

mai to bas, aap hi pe marti hu

aap ki dosti kubul mujhe

aap ki dosti kubul mujhe

aap ki berukhi se darti hu

Explore this song