Roman script

aapke dil ne hume aawaz di hum aa gaye

aapke dil ne hume aawaz di hum aa gaye

humko le aai mohabbat aapki hum aa gaye 

aapke dil ne hume aawaz di hum aa gaye 

apne aane ka sabab hum kya bataein aapko

apne aane ka sabab hum kya bataein aapko

baithe baithe yaad aai aapki hum aa gaye

baithe baithe yaad aai aapki hum aa gaye 

hum hain dil wale bhala humpar kisi ka zor kya

hum hain dil wale bhala humpar kisi ka zor kya

jayenge apni khushi apni khushi hum aa gaye 

jaenge apni khushi apni khushi hum aa gaye 

humko le aai mohabbat aapki hum aa gaye 

aapke dil ne hume aawaz di hum aa gaye 

kahiye ab kya hai charaghon ki zarurat aapko

kahiye ab kya hai charaghon ki zarurat aapko

leke aankhon mein wafa ki roshni hum aa gaye 

leke aankhon mein wafa ki roshni hum aa gaye 

humko le aai mohabbat aapki hum aa gaye 

aapke dil ne hume aawaz di hum aa gaye 

aa gaye hum ham, aa gaye hum, aa gaye

Explore this song