Roman script

aap ka khat mila aap ka sukariya

aap ka khat mila sukariya sukariya

aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya sukariya sukariya

aap ka khat mila sukariya sukariya

aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya sukariya sukariya

pyar me yad karna hi kafi nahi

pyar me yad karna hi kafi nahi

aap ki bhul kabile mafi nahi

ke ruth jayenge hum fir manana sanam

yu kata aap bin ek chota sa din

jaise ek sal tha dil ka hoga nisha

aapko kya khabar kya hai darde jigar

har fasana koi ek bahana koi

likh ke kagaj pe bhej diya sukariya sukariya sukariya sukariya

aap ka khat mila sukariya sukariya

aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya sukariya sukariya

aap likhte hai milne ki fursat nahi

aap likhte hai milne ki fursat nahi

chodiye berukhi hai ye ulfat nahi

hum ko tha intzar dil raha bekarar

sham tak hum rahe rashta dekhte

thak gayi jab najar tab mili khabar

aap aaye nahi kam tha kuch kahi

par hame gum nahi ye bhi kam nahi

dil ke badle ye tohfa mila sukariya sukariya sukariya sukariya

aap ka khat mila sukariya sukariya

aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya sukariya sukariya

Explore this song