Roman script

aap jaisa koi meri zindagi mein aaye

to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye

aap jaisa koi meri zindagi mein aaye

to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye

phul ko bahar, bahar ko chaman 

dil ko dil, badan ko badan 

har kisi ko chahiye tan-man ka milan

kash mujh par aisa dil aapka bhi aaye

to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye

aap jaisa koi meri zindagi mein aaye

to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye

main insaan hu farishta nahi

dar hai bahak naa jaau kahi

tanha dil na sambhalega, pyar bina ye tadpega

aap sa kahan hai dil aap ko hi paye

to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye

aap jaisa koi meri zindagi mein aaye

to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye

aap jaisa koi meri zindagi mein aaye

ha ha baat ban jaye, ho ho baat ban jaye

ha ha baat ban jaye

Explore this song