Roman script

sun mere mehbub sun mere sanso ki sun 
mere gito ki dhun tu hai kahan 
sun mere mehbub sun mere sanso ki sun 
mere gito ki dhun tu hai kahan 
ninde palko se bhage raate ankho me jage 
din ho behke behke kal ki duniya maheke 
tun tu jo aa jaye to gungunaye hawa 
muskuraye faza jhume jahan 
jiwan suna hai aese panchhi sehra me jaise 
puchhe teri baate aati jaati raate 
aa main hu tere liye 
tu hai mere liye ab aayi bahar ya chhayi fiza 
sun mere mehbub sun mere sanso ki sun 
mere gito ki dhun tu hai kahan 
sun mere mehbub sun mere sanso ki sun 
mere gito ki dhun tu hai kahan

Song details

Song video

Watch on YouTube